Why the Difference Between Holi & Rang Panchami?

India mein rangon ke festival Holi aur Rang Panchmi dono hi bahut important hai, lekin inme kuch differences hai jo inhe alag banate hain. Aaiye jante hain ki ye dono festivals kaise alag hain aur North aur South India mein inhe kaise manaya jata hai.

Holi 2025: Rangon Ka Tyohar

Holi, jo ki rangon ka tyohar hai, Bharat mein ek bahut hi prasiddh aur anandmayi utsav hai. Yah tyohar na sirf rangon aur masti ke liye prasiddh hai, balki ismein kai saanskritik aur dharmik mahatva bhi shamil hain. Holi ka tyohar pratyek varsh March ke mahine mein manaya jata hai, jab winter ka ant hota hai aur spring ka aarambh hota hai.

Holi 2025 Mein Train Mein Travel Karne Ka Naya Rule!

Indian Railways Ka Naya Dhamaka: Holi 2025 Mein Bina Ticket Wale Passengers Ko Milega Shock!
Indian Railways ne Holi 2025 ke liye ek “no tolerance policy” announce ki hai. Agar aapke paas confirmed ticket ya waiting list ticket nahi hai, toh train mein travel karna mushkil ho jayega! Yeh naya rule Holi ke time overcrowding aur illegal travelers ko rokne ke liye laya gaya hai. Jaaniye kya hai yeh naye guidelines aur kaise bachoge fine se!

Mahakumbh 2025 Mein Ek Boatman Parivaar Ka 30 Crore Ka Safar!

UP ke Prayagraj mein Mahakumbh 2025 ka mela khatm ho gaya hai, lekin log abhi tak iski “30 crore wali kahani” se hype mein hain! Karodo shraddhalon ne Sangam mein snan kiya, lekin kuch logon ne snana ke saath paisa bhi dhoya. Viral sadhviyon se lekar IIT pass baba, business-minded babas, aur chhote vyapaariyon tak sabne crores ka jugad lagaya. Par sabse zyada charcha ek boatman parivaar ki hai, jisne sirf 2 mahine mein hi 30 crore rupees kama ke sabko shock kar diya! Aage padhiye kaise yeh “Ganga kinare wala business” itna profitable nikla.

Maha Shivratri 2025: Mahashivratri par Rudrabhishek, Bholenath ko kaise prasann karein

News Desk | 26/02/2025 Mahashivratri par Bhagwan Shiv ki ek bhavya puja ki jaati hai. Is din Rudrabhishek karna bahut hi shubh aur phaldayi mana jaata hai. Agar aap Bhagwan…