Mahakumbh 2025 Mein Ek Boatman Parivaar Ka 30 Crore Ka Safar!

UP ke Prayagraj mein Mahakumbh 2025 ka mela khatm ho gaya hai, lekin log abhi tak iski “30 crore wali kahani” se hype mein hain! Karodo shraddhalon ne Sangam mein snan kiya, lekin kuch logon ne snana ke saath paisa bhi dhoya. Viral sadhviyon se lekar IIT pass baba, business-minded babas, aur chhote vyapaariyon tak sabne crores ka jugad lagaya. Par sabse zyada charcha ek boatman parivaar ki hai, jisne sirf 2 mahine mein hi 30 crore rupees kama ke sabko shock kar diya! Aage padhiye kaise yeh “Ganga kinare wala business” itna profitable nikla.

Roorkee Encounter: Ankit Murder Case

Pichle saal ek murder case mein, Manglaur police station area ke gaon Kurdi Kapil ki hatya kar di gayi thi. Is case mein, police ne gaon Jhbeeran ke rehne wale…